Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh mausam kuch to keh raha hai, har aur se thandi

Yeh mausam kuch to keh raha hai,
har aur se thandi hawa ka jhonka beh raha hai...
kuch vaadiyan hain karsog ki,
kuch Dev kamrunaag ki..
kahin badalon me ghira shehar hai,
kahin door dhal raha samay ka pehar hai...
main musafir hoon chalta jaunga,
kuch pal devdaar ke tale ruk jaaunga..
bas ruke na ye kadam, inhe chalte rehna hai,
Kabhi to shikaari devi ki unchaayion me pahunch jaunga!!! #Shikaridevi tracking