main samjha karti thi main marti hun jis par woh v marta hai mujh pe main manti thi jise khuda, wo v chahta hai mujhe yun mera har chhoti chhoti baat par ruthna aur uska manana pighla diya karta tha mujhe, uska meri sari baaton ko manana aur mujhe yun pyaar se pareshaan karna-mithi mushkan de jata tha mujhe par kya pata tha main kalpanikta me jee rahi thi kyunki usne vastavikta me to kabi mujhse pyaar kiya hi nhi tha...!!! auro ki tarah wo v mujhe ek din chhod kar chala gaya #heart_break