asman ko chunane ki khwahish ko rokta ye jahan hai........ baar baar is jahan ki koshish par hmne ek din puch hi liya....... ki apni dushmani to bta de hmse ....? jahan bola kyu mujhe apni halato ka kusurvar therata hai ...apne armano ko tu khud hi dabata hai or nam mera lagat hai.....