har jakhm dil ka chupa k dekh liya 100bar muskura k dekh liya jo dil pe lagi hai woh mitti nahi tere yaado ko bhula k dekh liya tha dard tere sath me bhi ab tere bina ji kar bhi dekh liya sukun milta nahi tere siva kanhi na jane khud ko kitna samjha k dekh liya #lovehurts #missing