har shama tara zikere hota jab tu nahi hota tara zikerr hota hai kyun na karoon main tara intazer kyun ki har shama ki laal rangeen shafaak main tara aakasha hota hai jab tanaha hota hoon us tanhii k aaluma main ek tara muskuraata huaa chahara hota hai jo mare hemaat ban sath mara chalta ha ek main or ek tu har pal sath hota hai Tara zikerr