Nojoto: Largest Storytelling Platform

Chalo aj phir se ek dinn ki desh bhakti apne mai a

Chalo aj phir se ek dinn ki desh bhakti apne mai ajj jagathy hai,
Uss terangai ko bhi saalam krke aaj aa jate hai,
Unn sipayiyo ko bhi ek bada salute de aa ate hai, 
Chalo ek dinn ki desh bhakti hum apne mai ajj jagathy hai.

Kal se to phir se iss desh ki khamiyo ko ginna hai,
Agge badhkar to kisi ne isse theek  naa krna hai,
Magar phir bhi iss desh ko to  humme hi to aakhir Mai badlna hai. 
Chalo chalte hai ek dinn ki desh bhakti hum apne mai ajj jagathy hai.
Uss terangai ko bhi saalam krke aaj aa jate hai. 

Bheen Bheen bhashao se juda khete hai 
iss desh ko mere,
Lakho loggo ka dil khete hai basta hai Isme, 
Magar inn dilo ka  khoon bhana na Janne kue iss desh mai mere lagta kuch Sasta hai muje, 

Dharm hai itne saare ki, 
dharmo ka desh ye khelaye, 
Betti ko betti na samje usse hum paraya dhan bulaye, 
Ajj Khud ko tatolne ki jarurat hai subko, 
ye soach se ki aj mere desh ko meri kya jarurat hai, 
Desh tum se hai aur aakhir Mai yaad rakhna tumko iski bhaut jarurat hai, 
Samaj gaye to acchi baat warna 
chalte hai ek dinn ki desh bhakti hum apne mai ajj jagathy hai.
Uss terangai ko bhi aj saalam krke aaj aa jate hai. 

Change yourself =your country change Ek_dinn_ki_desh_bhakti #poetry #15august #deshbhakti

vasuanand4153

Vasu Anand

New Creator

Ek_dinn_ki_desh_bhakti #Poetry #15august #Deshbhakti

Home
Explore
Events
Notification
Profile