Nojoto: Largest Storytelling Platform

waqt ko aaj tak kon samajh paya hai, maine har ins

waqt ko aaj tak kon samajh paya hai,
maine har insaan ka waqt badalte dekha hai,
laakh roshan ho chirag zindagi ke,
maine andheri raaton me dhaalte dekha hai,
kya gurur karna sahab chand paison ka,
ek dastoor aur hai duniya ka maine raja ko bhi rank me badalte dekha hai ghamand devil queen Gita Durgesh Waghmare Tarannum Sana