Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumhare baare me likhna achha lagta hai Tumhare na

Tumhare baare me likhna achha lagta hai
Tumhare naam sun kr kbhi shrmana 
Toh kabhi muskura kar palke jhuka lena achha lagta hai
Tum ho bohot khaas hamare liye
Yeh bar bar kehna achha lagta hai

Tumhare baare me likhna achha lagta hai
Tumhara wo pyar bhari nazro se hume dekhna
Toh kabhi hume dekh kar muh mod lena achha lagta hai
Tumhara humare liye bina ruke gaana achha lagta hai
Toh kbhi mera gane se tmhare kaan se khoon niklne wala mazak achha lgta hai

Tumhare baare me likhna achha lagta hai
Kyun ho tum  khaas yeh duniya ko batana achha lagta hai
Tumse bina wajah ladna jhagadna achha lagta hai
Tumhari namaujudgi me bhi tumhari hi baatein karna achha lagta hai
Toh kabhi tumse kabhi baatein na karke irritate karna achha lagta hai

Tum ho sabse alag aur sabse special
Isliye tumhare baare me likhna achha lagta hai...!! 

-Goswami #TumhareBaareMeLikhnaAchhaLagtaHai