na koi samjay kia kehl hai zindagani tum b shikari hum b shikari duniya k ashnae kharosh mai gum hai sare shikary na tum ko patha na muj ko khabar kia kahe rahi hai ye zindagani jaha peda hue waha marnay ki thab hai kuch khabar nahi kia kahe rahi hai zindagani ye hadee ye fasilay ye mazhaby ye sakafath e sab hai bakhshishay us jaga k us makan k jaha peda hue hai hum shikari jaha tera makan hai jaha mera makan hai kahe rahi hai jinay k asul hamare na thuj ko khabar na muj ko patha kia kahe rahi hai ye zindagani nazish lines zindagani..