Pata nai jo nai ayega.. Ussi ka intezar sabse zyada q hota hai.. Pass toh hai humare kuch khayal karne wale bhi.. Phir bhi ussi k khayal mein he q dil bechain hota hai.. Hath toh koi humdard Thamb he lega zindagi mein.. Par kismat ne q lakhiron ko uljha rakha hai ussi mein.. Kuch jawab toh aa jaye unse !! Hath thambna bhi h unhe humara ya uljhi lakhiron ko bas mithana hai.. - Alfi💞 kuch jawab toh aaye unse!! #shayari #Poem #Quotes #Stories