Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry 🇮🇳🇮🇳Poem.... 🇮🇳🇮🇳 SAMAJ ......

#OpenPoetry 🇮🇳🇮🇳Poem.... 🇮🇳🇮🇳
SAMAJ ....... HUM NAHI SUDHRENGE 
GHAR se beti yehi soch ke jati hai, ki aaj kuch nah ho..........
Fir bhi hum nahi sudhrenge....
MAA ko har waqt der stata hai, kahi beti na ho warna , yeh samaj nhi jine dega.........
Fir bhi hum nahi sudhrenge.... 
BETI ho to paap aur , beta hoto punay yeh fark karta hai  , yeh samaj..........
Fir bhi hum nahi sudhrenge.... 
SAB jante hai iss duniya ka rule jo aaya hai woh to jayega ek na ek din , yeh samaj...........
Fir bhi hum nahi sudhrenge....
SARKAR hi sab kuch deh hum kuch na karenge yehi sochne wala , yeh samaj.........
Fir bhi hum nahi sudhrenge....
DESH ka zimaa sarkar hi uthaye hum kyu , humne to vote diya hai yehi soch rakhne wala  , yeh samaj...
Fir bhi hum nahi sudhrenge....
DUSRO ki behan -betiyo ko galt nazar se dekhne wale , yeh samaj........
Fir bhi hum nahi sudhrenge....
HUMMARI behan - beti ke pehnawa dekhne wale yeh samaj ke log unke zamir pe lalachan lagane wala yeh koi nhi hummara  , yeh samaj........
Fir bhi hum nahi sudhrenge.... 
AB NAHI TO KABHI NAHI, YEH SAMAJ TO MAR NE KE BAAD HI SUDHREGA...... 
USSE PEHLE HUM-AAPKO HI AAGE AANA HOGA.... 
APNE KHATIR APNE PARIVAAR KE KHATIR.... 
AAO MILKAR SOCH BADLE  , AAO MILKAR EK ACCHA SAMAJ BANAYE.....।🇮🇳🇮🇳🙏
By :ROHIT SINGH #OpenPoetry

Home
Explore
Events
Notification
Profile