Aaj ki raat Kesi yeh raat aayi iss raat na jane tumhari kyu itni yaad aayi Ek raat aaisi bhi aayi tumhare sath hi woh poori raat bitayi Aaj ki raat tumse baat tak na kar payi Kesi yeh raat aayi Ek raat aaisi bhi aayi tumse baatein karke hi woh raat guzari Aaj ki raat tumhari ek awaz tak na sun payi Kesi yeh raat aayi Aaj bhi tumhe na sun payi Aaj ki raat tumhari bahut yaad aayi Afsos chahtai hue bhi kuch nah kar payi Bss unn yaadon ko likh hi payi Kesi yeh raat aayi Jisme poori raat tumhari hi yaad mai nind nah aayi Aaj ki raat Na jane kyu tumhari itni yaad aayi ✍️ Priyanshi Mittal #LastDay