Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj ki raat Kesi yeh raat aayi iss raat na jane t

Aaj ki raat 
Kesi yeh raat aayi
iss raat na jane tumhari kyu itni yaad aayi
Ek raat aaisi bhi aayi 
tumhare sath hi woh poori raat bitayi
Aaj ki raat
tumse baat tak na kar payi
Kesi yeh raat aayi
Ek raat aaisi bhi aayi
tumse baatein karke hi woh raat guzari
Aaj ki raat
tumhari ek awaz tak na sun payi
Kesi yeh raat aayi
Aaj bhi tumhe na sun payi
Aaj ki raat tumhari bahut yaad aayi
Afsos chahtai hue bhi kuch nah kar payi
Bss unn yaadon ko likh hi payi
Kesi yeh raat aayi
Jisme poori raat tumhari hi yaad mai nind nah aayi
Aaj ki raat 
Na jane kyu tumhari itni yaad aayi

  

                                                       ✍️ Priyanshi Mittal #LastDay
Aaj ki raat 
Kesi yeh raat aayi
iss raat na jane tumhari kyu itni yaad aayi
Ek raat aaisi bhi aayi 
tumhare sath hi woh poori raat bitayi
Aaj ki raat
tumse baat tak na kar payi
Kesi yeh raat aayi
Ek raat aaisi bhi aayi
tumse baatein karke hi woh raat guzari
Aaj ki raat
tumhari ek awaz tak na sun payi
Kesi yeh raat aayi
Aaj bhi tumhe na sun payi
Aaj ki raat tumhari bahut yaad aayi
Afsos chahtai hue bhi kuch nah kar payi
Bss unn yaadon ko likh hi payi
Kesi yeh raat aayi
Jisme poori raat tumhari hi yaad mai nind nah aayi
Aaj ki raat 
Na jane kyu tumhari itni yaad aayi

  

                                                       ✍️ Priyanshi Mittal #LastDay