Main tumse aksar baate karta tha door jane ki par vo sach na tha, main tumhe apna ehsaas karata tha har us baat se jisse tum pareshaan hoti thi, Main tumse kabhi door ja hi nhi sakta tha or ab tumse door rah nhi sakta par mere us jooth ko tumne sach maan liya, Aisa ehsaas karati ho jaese ki anjaan bane rah kar tumne sab kuch jaan liya