Nojoto: Largest Storytelling Platform

💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din, Roo

💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din,
Rooh ki tadap, zehan ki. Uljhan badte gaye din ba din,🌷
Koi socho zara yeh ho raha kyun din ba din,🌷
Zaroorte zindagi ki badti gaen din ba din,
Har koi chahtoon ki parwaz mai gum ho gaya din ba din🌹
Kare bhi to kya karen zarooraten badhte gaye din ba din🌷

Halat badalte ja rahe duniya ke din ba din,🌷
Chah kar bhi khawahisyeen puri nahi ho rahe din ba din🌷

Din to din raha hi nahi din ba din,
Ab to raten bhi din mai badalta ja raha  din ba din🌷log ratoon ko sone ki jagah jagte hai  ratoon mai,
Unki aadate badalti ja rahe din ba din, 🌷
Aamdani kam. Ho rahe din ba din,
Zaroorte badh rahe din ba din,

"Shaazi🌹hasratoon ka kya, woh to kabhi bhi puri naho ho pate,
Logo ki samajh badalte ja rahe din ba din

Written by Sayed Shahzad Anwar" Shaazi Panipati "

Home
Explore
Events
Notification
Profile