💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din, Rooh ki tadap, zehan ki. Uljhan badte gaye din ba din,🌷 Koi socho zara yeh ho raha kyun din ba din,🌷 Zaroorte zindagi ki badti gaen din ba din, Har koi chahtoon ki parwaz mai gum ho gaya din ba din🌹 Kare bhi to kya karen zarooraten badhte gaye din ba din🌷 💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din, Rooh ki tadap, zehan ki. Uljhan badte gaye din ba din,🌷 Halat badalte ja rahe duniya ke din ba din,🌷 Chah kar bhi khawahisyeen puri nahi ho rahe din ba din🌷 💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din, Rooh ki tadap, zehan ki. Uljhan badte gaye din ba din,🌷 Din to din raha hi nahi din ba din, Ab to raten bhi din mai badalta ja raha din ba din🌷log ratoon ko sone ki jagah jagte hai ratoon mai, Unki aadate badalti ja rahe din ba din, 🌷 Aamdani kam. Ho rahe din ba din, Zaroorte badh rahe din ba din, 💐🌷Hasrate, Khahishe, badte gayen din ba din, Rooh ki tadap, zehan ki. Uljhan badte gaye din ba din,🌷 "Shaazi🌹hasratoon ka kya, woh to kabhi bhi puri naho ho pate, Logo ki samajh badalte ja rahe din ba din Written by Sayed Shahzad Anwar" Shaazi Panipati "