mujhe neend nhi aati mai kya kru yaadien uski sone nhi deti mai kya kru... wo to so jata h apni nayi mehbooba ki baaho mai mujhe us k hath wale takhiye k bina neend nhi aati mai kya kru.... wo sota h chain ki neend or dekhta h shb bhr sapne haseen mujhe uske jhuthe wado ki baatein bhulaai nhi jati m kya kru... chain le k mera usko neend achi aati hogi yd to usko kbhi meri b aati hogi... jb khta hoga usse vafa krna mere se to apni befwaai ki yd use b aati hogi 💔💔