Housla rakh ek din tera bhi aayega Andhere ko cheer ke tera bhi savera aayega mana ki tera atit tha andhkar mai Par vishwas kar teri zindagi mai ujala bhi zarur aayega Hausla rakh ek din tera bhi aayega yaad kr uss maa ki aankho ko unka maan h tu Tujhe kabhi kuch naa btaya lekin uska abhimaan h tu Thak kar naa beth yun akela Dhundh nikal apni manzeel ka savera Hausla rakh ek din tera bhi aayega Mana ki rah mai mushkil h bhut Par phir bhi tera gussa tujhe iss duniya mai ek din jit dilayega Hausla rakh ek din tera bhi aayega....... #Hausla_rakh_ek_din_tera_bhi_aayega✍🏻✍🏻💞💞💕💕