kabhi kabhi insan ke sath esa bhi hojata hai... insan kisi cheez ki shadeed khwaish Rakh hota hai salon se mang rha hota hai kabhi sajdo mai,kabhi kabuliyat mai har maouke par woh apne rab se mng rha hota hai shyad woh rab se judta bhi hai ise khwaish ke. liye magar phir esa hota h Allah uske akhon ke samne uski usse khwaish ko kisi or ke haq mai pura kar deta hai tabhi insan toot kar girta hai uss rab ke samne fir rab se shikwa krta hai ku kiya tune esa.... nraz hota h apne rab se woh kehta hai maine toh bas tumse itna hi mnga tha.. woh bhi kisi or ke haq mai dediya 😠magar fir uske andar se awaj ati hai jiske piche tu bhag rha tha woh tre liye behtar nhi tha tu uss insan ke Mohabbat mai apni rab ki Mohabbat ko bhul gya magr acha hua tujhe smajh toh aye hqiqat kya hai tujhe kisse judna, tujhe kiski sajda krna hai, tujhe asu kiske liye bhana hai.... agr woh rab tre uss khwaish ko pura kar deta jo tum sajda main manga krte the woh sjda bhi krna chor dete Tum rab ko bhul jate....... tera rab esa nhi chahta tha ki tu use bhule Isliye usne tera dil tora taki tu rab se jur jaye or woh rab tre dil ko apne Mohabbat se bhar de waqt ke tor par dil ka totna bhi us rab se judta hai #AlvidaMohabbat love...