Kyu ye aasmaan aaj suna sa hai, Kyu hawaoon ka rukh aaj juda sa hai Kyu kaliyon ki mulaqat aaj phoolon se nahi Aur kyu panchiyon ke sur aaj betaal se hai Lagta hai aaj koi khafa sa hai #quote #nojoto #kalpanaagarwal #khafa #mohabbat