Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dua hai meri ki mohhabbt, dubara na kar Pau.. Qubo

Dua hai meri ki mohhabbt,
dubara na kar Pau..
Qubool hai mujhe ki,
Pahle tha main Aashiq,
Kosish karunga abna ban jau..

Ab nahi hu main wo
Jo Ban gaya tha tera,
Tujhe mita diya Dil se bs ab apna ban jau
Itna kabil Bana dunga ab m khudko,
Ki aas lekar nikle tu mujhe pane ki
Lekin tere liye mujhko pana,
Main ek Sapna ban jau.
                                      Navi _Nitin #But_then_That_would_be_a_complete_dream_for_you
#Navi_NitiN
Dua hai meri ki mohhabbt,
dubara na kar Pau..
Qubool hai mujhe ki,
Pahle tha main Aashiq,
Kosish karunga abna ban jau..

Ab nahi hu main wo
Jo Ban gaya tha tera,
Tujhe mita diya Dil se bs ab apna ban jau
Itna kabil Bana dunga ab m khudko,
Ki aas lekar nikle tu mujhe pane ki
Lekin tere liye mujhko pana,
Main ek Sapna ban jau.
                                      Navi _Nitin #But_then_That_would_be_a_complete_dream_for_you
#Navi_NitiN