Dua hai meri ki mohhabbt, dubara na kar Pau.. Qubool hai mujhe ki, Pahle tha main Aashiq, Kosish karunga abna ban jau.. Ab nahi hu main wo Jo Ban gaya tha tera, Tujhe mita diya Dil se bs ab apna ban jau Itna kabil Bana dunga ab m khudko, Ki aas lekar nikle tu mujhe pane ki Lekin tere liye mujhko pana, Main ek Sapna ban jau. Navi _Nitin #But_then_That_would_be_a_complete_dream_for_you #Navi_NitiN