ab subah uth kar 4 - 4 bar facewash karna chod diya h maine . ab subah uth kar 4 -4 bar facewash karna chod diya h maine . ab iron kiye hue kapde pehnna v chod diya h maine . aakhir kiske liye karu ab ye sab . jab tm thi waha to jis school jane k liye subah 4 baje se Hi Bachaini si rahti thi ab to waha jaana bhi chhod diya hai maine Ab class se break me sabse pahle nikalna bhi chhod diya hai maine ab ped ke pass khade rahke tumhara intezar karna bhi chhod diya hai maine jis class ke bahar din bhar najre gadai baitha rahata tha ki ek bar bus ek bar Meri jaan dikh jaaye ab to vahan dekhna bhi chhod Tum kehti thi na ki samose Na Khao cold drink na piyo ab to tumhare Bina canteen Jana bhi chhod diya hai maine school mein sabse pahle jakar tumhara wait karna assembly ke pahle chupke se tumhe I love u bolna bahut mis karta hun yaar ab to school pahle Jana bhi chhod diya hai maine woh tumhari hansi dekhne ki aadat si Ho Gai thi na yrr ab to khud hansna bhi chhod diya hai maine ab to bus yahi Dua hai Rab se ki tum jaldi se wapas aa jao Na aur meri is dard ko muskurahat mein badal do na kyunki ab pahle jaisa muskurana bhi chhod diya hai maine # chhod diya hai maine 💓