Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ye pyar jo hai bahut pyara hota hai, Na jane kitn

Ye pyar jo hai bahut pyara hota hai, 
Na jane kitne dilon ka sahara hota hai, 
Bikhar jate hai aajkl ke rishte asani se,
 bs yhi ek hr marz ki dwa hota hai, 
Ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai....

Bhag daur ki es jindgi me hr koi guam hota, 
Na jane kyun hr koie majboor hota hai, 
Sambhalo apni ye jindgani dosto... 
Sambhalo apni ye jindgani dosto, 
Kyunki yhi jine ka ek dustoor hota,
 ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai, 
Na jane kitne dilon ka sahara hota hai....

Matlabi duniya me na koie 
hmara hota hai, 
Do pal sath me bitane ko
Na koi taiyar hota hai, 
Agar mil jaaye kisi ka sath
To tham lena uska hath,
Kyunki whi ek tumhara hmrah hota hai, 
Ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai, 
Na jane kitne dilon ka sahara hota hai.... 

Pyar ke bina hr insaan bekaar hota hai, 
Bin eske log gumrah hota hai, 
Pyar Pana hi kafi nhi hota, 
Esse nibhane ka alg hi ek ehsaas hota hai, 
Ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai, 
Na jane kitne dilon ka sahara hota hai.. 

Mana ki esme kbhi kbhi tkraar hota hai, 
Wo mnayenge paas aake
Bs unka hi intezaar hota hai, 
Ruthne mnane ka ek alg dastaan hota hai, 
Ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai, 
Na jane kitne dilon ka sahara hota hai.... 

Ye pyar jo hai na bahut pyara hota hai.... ♥️ #Love ye jo pyar ha na, bahut pyara hota hai...

sristisaw7870

sristi saw

New Creator

#Love ye jo pyar ha na, bahut pyara hota hai...