Hum Naari hai koi vashya nahi
Jise tum apne ghr ka Maal smajhate ho..
Hum nari ki asmat ko uchaal
Tum kapdo ka dosh smajhte ho..
Hum nari hai kathputli nahi
Jise tum apne Isharo par nachaaana samjhate ho..
Humare bhi kuch aadhikar hain
Phir bhala tum kyo nahi samjhate ho..