Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry (maa ka anchal ) kahte hai maa bhagwa

#OpenPoetry  (maa ka anchal )
kahte hai maa bhagwan ka dusra roop hoti hai.
vo apne 
bacho ko hmesa buri najro se bacha kr rakhti hai.
apne anchal me chipa kr rakhti hai.
maa tum ho daya ki murat tumse hai
 sansar tum hi 
jag ko deti ho janam tujhse hai ye sansar, 
tere anchal ki chao me hui hu 
aj badi, bachpan biti, bita har kisa, 
biti har khahni, 
dhodo mujhko ye duniya walo, 
me na aungi hat chipi hu me ek yesi jagha,
jaha bita bachpan, jaha bita, 
mera din or rat.. #OpenPoetry maa ka anchal

#OpenPoetry maa ka anchal