Nojoto: Largest Storytelling Platform

Madan Mohan Thakur (no subject) Madan Mohan Thaku

Madan Mohan Thakur 
(no subject)
Madan Mohan Thakur 	Tue, Apr 30, 2019 at 3:50 PM
To: कथा श्रृजन 
Khwab bhi kitana ajib hota hai,chalate huye insan ko sapano ki duniya me pahuncha deta hai.Mai aisa is liye kah raha hun ki jindagi ki karbi lakin sachchi bat bhi yahi hai,agar yah sapane na hote.To sayad Ridham ke tar tut jate,ya fir insan itana akela ho jata ki khud ki bastbikata nahi samajh pata.
                                              Sahi hin to hai ki khwab ke panahagah me insan khud ko itana to majbut kar leta hai ki sari duniya use chhoti lagane lagati hai.Wo har raste se rista bana leta hai,jo ki kabhi us se anjan the.tabhi to ek kavi ke,ek lekhak ke hriday se nikala hua tarang kisi ko bhi apane me dubo le jata hai.

Madan Mohan Thakur (no subject) Madan Mohan Thakur Tue, Apr 30, 2019 at 3:50 PM To: कथा श्रृजन Khwab bhi kitana ajib hota hai,chalate huye insan ko sapano ki duniya me pahuncha deta hai.Mai aisa is liye kah raha hun ki jindagi ki karbi lakin sachchi bat bhi yahi hai,agar yah sapane na hote.To sayad Ridham ke tar tut jate,ya fir insan itana akela ho jata ki khud ki bastbikata nahi samajh pata.                                               Sahi hin to hai ki khwab ke panahagah me insan khud ko itana to majbut kar leta hai ki sari duniya use chhoti lagane lagati hai.Wo har raste se rista bana leta hai,jo ki kabhi us se anjan the.tabhi to ek kavi ke,ek lekhak ke hriday se nikala hua tarang kisi ko bhi apane me dubo le jata hai.

Views