Nojoto: Largest Storytelling Platform

Read Caption # Azaad Aaj sawere sawere |

Read Caption #NojotoQuote Azaad
Aaj sawere sawere uth kar
Uss aakash mein udte panchiyon ko zara
Chidaya hai mene
Meri aazadi ko kuch yun mnaya hai mene
Unn panchiyon ki uddaan aasman mein hai to kya baat hai,
Zameen par reh kar apne vyaktitwa aur achran se udna ye bhi nayaab hai
Jaat-paat, bhed-bhao, unche log neechi soch ye sab jhel kar yahan tak aayi hun, main unn saari samajik kuritiyon kai khilaf uthi aawaz  ka zazbaat hun,

Azaad Aaj sawere sawere uth kar Uss aakash mein udte panchiyon ko zara Chidaya hai mene Meri aazadi ko kuch yun mnaya hai mene Unn panchiyon ki uddaan aasman mein hai to kya baat hai, Zameen par reh kar apne vyaktitwa aur achran se udna ye bhi nayaab hai Jaat-paat, bhed-bhao, unche log neechi soch ye sab jhel kar yahan tak aayi hun, main unn saari samajik kuritiyon kai khilaf uthi aawaz ka zazbaat hun, #Astitva