Kuchh to asar tha uski badduao m ... Na m kisika ho pata hoo or na koi mera ho pata h ... Jiske jitna kareeb jata hoo wo utna hi door ho jata h ... Agr thamu kisi ek ka hath,to Doosre ka hath chhoot jata h ... Or Ant m 'Avinash'khudko akela hi pata h ... #akela #alone