Jo beet gye hai oh zamane nahi aate
Aate hai nye lok purane nahi aate
us peddh ki chaw mein basera hai humara
ki panshi bhi jaha raat bitane nahi aate
shyad main usi gulsita ka awara khandar hu
bache b yaha shor machane nahi aate
lakdi ke makano mein na chirago ko rakhna
kyo ab aag padosi b bujhane nahi aate