Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wajud hi na hota mera gar tu sangharsh na karti. K

Wajud hi na hota mera gar tu sangharsh na karti.
Khud ki parwah kiye bina tu parwah thi meri karti.

Na jane kitni raatein tu ne hai jag bitaae
Meri khushiyo ki khatir tu sare gam seh jaye
Kaise itna kuch seh kar bhi mujhse pyar thi karti.
Wajud hi na hota gar tu sangharsh na karti

Hai aihsas mujhe bhi maa ab tere in haalaato ka.
Un raataaon ka jazbatoon ka ,beeti wo sari batoon ka.
Ankhon me rakh kar aansoon tu mere liye thi 
Hasti.
Khud bhukhi reh jati thi par mera pet thi bharti.
Apne hisse ki bhi roti mujhko thi de deti
Wajud hi na hota mera agar tu sangharsh na karti....

Tere in aihsano ka maa kaise mol chukaunga
Seva kar marte dum tak bete ka karj nivaaunga.
Ye baat samjh na aati mujhko jo tu sath na hoti.
Wajud hi na hota mera agar tu sangharsh na karti.. WAJUD HI NA HOTA MERA

WAJUD HI NA HOTA MERA