kyon khamosh hoon me sab kuch jaan kar kyon betha hoon me abhi tak tujhe apna maan kar bhul kyon nhi jaata me tujhko bahot dard hota hai sun naa mujhko kyon tadpati hai kyon sapno me aati hai har raat jaga kar mujhko kyon sataati hai kyon kyon ....?