Nojoto: Largest Storytelling Platform

kyon khamosh hoon me sab kuch jaan kar kyon betha

kyon khamosh hoon me sab kuch jaan kar 
kyon betha hoon me abhi tak tujhe apna maan kar 
bhul kyon nhi jaata me tujhko 
bahot dard hota hai sun naa mujhko 

kyon tadpati hai 
kyon sapno me aati hai 
har  raat jaga kar mujhko kyon sataati hai kyon kyon ....?

kyon kyon ....?