Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sannate mein to har ek aahat sunai de jati hai jan

Sannate mein to har ek aahat sunai de jati hai janaab,
Zara shor mein bhi sun kar dikhao hamari har ek aahat ko tum,
Zara bheed mein bhi mehsoos kar  pao hmare ehsaas ko tum,
Zara pehchan sako laakhon muskurahat mein hamari muskurahat ko tum,
Zara kadmo ke bazaar mein, pehchaan sako hamare kadmo ko tum,
Zara haathon ki hasti mein pehchaan sako hamare haathon ko tum,
Kehne ko to sab vaade karte hain,
Par jo nibhata hai, shayad vhi mehsoos kar sakta hai in shabdon ki gehrai ko or is sannate or shor ke farq ko bhi... #sannata #nojoto