Nojoto: Largest Storytelling Platform

padhna likhna bhot magar ab tulna kabhi na krna tu

padhna likhna bhot magar ab tulna kabhi na krna tum........
maa bap ne jo tujhe gyan diya us gyan ko kam na krna tum....
jo likhe nhi kabhi padhe nhi unka bhi aadar karna tum....
apne apno ki kmjori se na bat bnaya karna tum...
Maa bap ko hi anpadh kahna ye padhi likhi makkari hai..
tujhse achhi to maa hai meri jo padhe likhe par bhari hai.....
likha hai aadhi rat kavita  dhyan se esko padhna tum...
padhna likhna bhot magar ab tulna kabhi na karna tum.... 🙏🙏

amitsony4806

amit sony

New Creator

🙏🙏