Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jab khud me mein kho jata hun,  Tab apne aap se mi

Jab khud me mein kho jata hun, 
Tab apne aap se mil pata hun. 

Sawallo k toofano mein ghir jata hun, 
Jab kuch dhundle chehre samne pata hun. 

Uss din to hosh mein unse saamna ho gya, 
Sawallo k toofano mein fir se kho gya. 

Iss baar sawalo k maynae badal gae, 
Kyonki hum khud mein nai, unn mein kho gae. 

Dhere dhere, sawaal jawabo mein badalnae lage, 
Jab unn dhundle chehro mein vo dikhnae lage. 

Khud mein khokar hi meine yeh jana tha, 
Ki unse koi rishta purana tha. 

Ab khud mein khokar 1 hi sawaal pata hun, 
Aakhir unhe kyon mein itna chahta hun? first poetry on nojoto

ankitsingh7523

Ankit singh

New Creator

first poetry on nojoto Jab khud me mein kho jata hun,  Tab apne aap se mil pata hun.  Sawallo k toofano mein ghir jata hun,  Jab kuch dhundle chehre samne pata hun.  Uss din to hosh mein unse saamna ho gya,