meri aankhon mein unhe dard nahi dikhta kya kahun main tab toh unhe aasmaa mein chand bhi na dikhta hoga Kyunki unki yaadon mein toh hum yun dub gaye Ki na kabhi khud ko samajh paye aur na khud ko sawanar paye Aur unka kya kahe phir bhi wo kehte hain Hamaari aankhon mein dard nahi dikhta #Love #◆morning #keepsupporting