Sochkar lauta tha tere pyar ke gaon mein,tere pyar ke rahgeer jab mere dil ki basti mein guzarte hain ,to ehasason ka us gaon mein ek mela lagta hai,jisme meri dhadkano ko sukun ka jhoola milta hai, or jhoomta hua teri yaadon ke sarkash mein jeeta chala hu mein -ms@d main wo duniya hu jahan teri kami hai saiyan..