Kabhi hum toote to kabhi khawb toote, na jaane kitne tukron mein armaan toote, har tukra aaina hai zindagi ka, har aaine ke saath laakhon jazbaat toote.