Nojoto: Largest Storytelling Platform

mauj mastiyon ka ye silsila hamara ye befiqr kaafi

mauj mastiyon ka ye silsila
hamara ye befiqr kaafila
kabhi to pahunchega manjilon par apni
aaj nahi to kabhi or sahi
ummed hai ki hoga sach har ek sapna
ummed hai ki hoga ye pura jahan apna
ummed hai ki karenge kuch behtar kuch naya
aaj nahin to kabhi aur sahi... #brocode  #yaron_ki yaari
mauj mastiyon ka ye silsila
hamara ye befiqr kaafila
kabhi to pahunchega manjilon par apni
aaj nahi to kabhi or sahi
ummed hai ki hoga sach har ek sapna
ummed hai ki hoga ye pura jahan apna
ummed hai ki karenge kuch behtar kuch naya
aaj nahin to kabhi aur sahi... #brocode  #yaron_ki yaari