pavitr jiska manmdir hai pavitr jiski mati ha prem jis ke tan mai basa ho bhagwan ka swarg jaha hai woh pavan desh mera hai amrit jiski dara hai woh ganga jis desh ki hai jaha tyag aur shanti ho jaha kuran aur geeta sang sang has khilkhila rahe ho woh pavan desh mera hai jaha basuri ke swar gunje ho jaha har pal mohobbat ke tar chede ho jaha taj aur qutubminar ho jaha nehru amedhkar gandhi hue ho jah shanti aur karuna ki shikh mili h woh buddh ki bhumi mera pawan mera desh hai jaha atithi bhagwan ho jaha har shtree devi ka awtar ho jaha rakhi diwali saat ho jaha arbi hind sagar ho jiska himalay tajj h woh pavan desh mera hai ©voice of heart woh pavan desh mera hai.....🇮🇳 #RepublicDay