Nojoto: Largest Storytelling Platform

Meri maa keheti hai tu itni bak bak kyun karti hai

Meri baba keheti hai tu har waqt itni sajti sawarti kyun hai
Kash mein kabhi apko bata pati meri is tarah bak bak karne k piche meri har gham ki baat chhup jati hai
Aur sajne swarne se meri woh har zakham chhup jati hai