Nojoto: Largest Storytelling Platform

ज़िन्दगी तुम्हारे उस ही गुण का इम्तिहान लेती है

ज़िन्दगी तुम्हारे उस ही 
गुण का इम्तिहान लेती है 

जो तुम्हारे भीतर है 
मेरे भीतर इश्क़ था 

अमृता प्रीतम Dear #Tum

mujhe nhi pata logon ko yeh ghalatfehmi kyun hoti hai ... ke woh humari zindagi mein special jagah bana kar gaye hai ... jis wajah se hum unko yaad karte hai ... Yeh unki quality nhi hai ke hum unhein yaad karte hai . Yeh humari kamjori hai ke hum unko bhulna nhi chahte . Meri zindagi mein bhi bohat se aise log hai jinhein main bhulna nhi chahti . Aur unko lagta hai yeh un ki khoobi hai . Hum sab k andar yeh quality hoti hai ke hum jise chahe ... use bhula de ... par hum yeh karna nhi chahte ... samne wale ko yaad karne ke ... hum na jane kitne bahane talaash kar lete hai ...  Dear #Tum , agar main ... tumhare samne aise kisi shaks ko yaad karu aur kahu main is shaksh ko bhul nhi paungi ... to tum ye mat samjhna ke main us shaks ko chahti hu ... Ho sakta hai us shaks ne mujhe zindagi k bade bade sabak shikhaye ho ... aur main bas us sabak ko yaad kar rahi hu ... 
    Dear #Tum agar tum mujhe milo to extra patience aur trust lekar milna ... Aur is baat ko yaad rakhna ek Aurat ke chahne wale hazaron ho sakte hai lekin ek Aurat un hazaron mein se sirf ek ko chahti hai ... Theek us he tarah jaise Amrita pritam ji apni sari umar Sahir sahab ko chahti rahi ... jab k Amrita pritam ji ne apni adhi se jayda umar Imroz sahab k sath guzari ... jaruri to nhi hai naa ... ke hum jo chahte hai humein woh he mile ... kabhi kabhi jo mile us he ko chahat bana lena he zindagi hai ... ye Amrita pritam ji he thi jinhone sahir sahab ko yaad rakha ... chahti to apne pati Pritam singh ji k sath hasi khushi reh sakti thi ya phir Imroz ki mohabbat k aage un ko bhula sakti thi ... jab k Sahir sahab ne to Amrita singh ji ko kuch bhi nhi diya ... par phir bhi Amrita ji sari umar ko chahti rahi ... mujhe nhi pata tum in baaton ko kaise loge ... samjhoge  bhi ya nhi ... 

#तुम्हारी_मैं

yashvisingh7466

Yashvi Singh

New Creator

Dear #tum mujhe nhi pata logon ko yeh ghalatfehmi kyun hoti hai ... ke woh humari zindagi mein special jagah bana kar gaye hai ... jis wajah se hum unko yaad karte hai ... Yeh unki quality nhi hai ke hum unhein yaad karte hai . Yeh humari kamjori hai ke hum unko bhulna nhi chahte . Meri zindagi mein bhi bohat se aise log hai jinhein main bhulna nhi chahti . Aur unko lagta hai yeh un ki khoobi hai . Hum sab k andar yeh quality hoti hai ke hum jise chahe ... use bhula de ... par hum yeh karna nhi chahte ... samne wale ko yaad karne ke ... hum na jane kitne bahane talaash kar lete hai ... Dear #tum , agar main ... tumhare samne aise kisi shaks ko yaad karu aur kahu main is shaksh ko bhul nhi paungi ... to tum ye mat samjhna ke main us shaks ko chahti hu ... Ho sakta hai us shaks ne mujhe zindagi k bade bade sabak shikhaye ho ... aur main bas us sabak ko yaad kar rahi hu ... Dear #tum agar tum mujhe milo to extra patience aur trust lekar milna ... Aur is baat ko yaad rakhna ek Aurat ke chahne wale hazaron ho sakte hai lekin ek Aurat un hazaron mein se sirf ek ko chahti hai ... Theek us he tarah jaise Amrita pritam ji apni sari umar Sahir sahab ko chahti rahi ... jab k Amrita pritam ji ne apni adhi se jayda umar Imroz sahab k sath guzari ... jaruri to nhi hai naa ... ke hum jo chahte hai humein woh he mile ... kabhi kabhi jo mile us he ko chahat bana lena he zindagi hai ... ye Amrita pritam ji he thi jinhone sahir sahab ko yaad rakha ... chahti to apne pati Pritam singh ji k sath hasi khushi reh sakti thi ya phir Imroz ki mohabbat k aage un ko bhula sakti thi ... jab k Sahir sahab ne to Amrita singh ji ko kuch bhi nhi diya ... par phir bhi Amrita ji sari umar ko chahti rahi ... mujhe nhi pata tum in baaton ko kaise loge ... samjhoge bhi ya nhi ... #तुम्हारी_मैं #कहानी