Nojoto: Largest Storytelling Platform

Rakh lo ye din aur raat... Bs muje wo shaam lauta

Rakh lo ye din aur raat... Bs muje wo shaam  lauta do ..
Rah Gaya hai Jo Tere pass  Mera kuch... Muje wo saman lauta do..
Wo khawab Jo dekhe the Tere saath Maine..ho sake to wo mukammal Jahan lauta do..
Agar na ho sake tujhse, to ye mat kahna ki kuch raha nai darmiyaan..
Agar safar ko anjam Dena hai, to Mera wo ishq-e - agaz lauta do...
Rah Gaya hai Jo Tere pass Mera kuch..Muje wo saman lauta do.... #Lauta do...

#Lauta do...