Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zamane me har jagah Shor hi Shor hai kisi k duniya

Zamane me har jagah Shor hi Shor hai
kisi k duniya me aane ka shor,
 kisi k duniya se jaane ka shor,
kahin chidiyon ki chehchehahat ka shor, 
to kahin hawan k sarsarahat ka shor
kahin shehnaiyon ka shor,
to kahi judaiyon ka shor,
jo khamosh hain unke k ander ka shor
to kisi k bahar ka shor hai
jab jakar baithi ekant me main
to mehsus kiya sanson ka shor
gaur karein gar ham, to payein 
yahan to tinke tinke me hai shor
Zamane me har jagah Shor hi Shor hai
kisi k duniya me aane ka shor,
 kisi k duniya se jaane ka shor,
kahin chidiyon ki chehchehahat ka shor, 
to kahin hawan k sarsarahat ka shor
kahin shehnaiyon ka shor,
to kahi judaiyon ka shor,
jo khamosh hain unke k ander ka shor
to kisi k bahar ka shor hai
jab jakar baithi ekant me main
to mehsus kiya sanson ka shor
gaur karein gar ham, to payein 
yahan to tinke tinke me hai shor
Home
Explore
Events
Notification
Profile