tumhare karan kyo bani tum uss bagiche ka kata kyo bani chhup chhup ro rahi thi jag akeli ban karan tum kyo bani bana liye khud ko apno se gair tumhari parwah mein jahar ban sabhi ke dilo mein ban baithi karan tum kyo bani kya kasoor hai mera ki apni na ban paai kissi ki apni ho kr v tum ma kyo bani basn naam ka jab meri dukho ka karan sirf tum tum bani agar tum rahti sath mere to thes ka drd v halka hota par ghaw ka karan tum kyo bani aasu pochhne na aai na dikhlaai maine kavi tujhe magar uss aasu ka karan tum kyo bani