Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine l

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai; kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine tirange ke safed rang ko laal banta dekha hai.

Jab hum yahan apni zindagi mein maujood aadhi adhoori khushiyo mein doobe rehte hain
, kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine apne se aadhi umar ke ladke ko apne hi gharwalo ko barf mein dafn karte dekha hai. Maine dekha hai use cheekhte, chillate, ye puchte hue ki na toh uske ghar walo ke haath mein bandook thi, na hi unke hotho par batware ke bol, toh phir raat ko chalne wali goliyan unhi ke ghar mein kyu aa gayi. Ki ab us ladke ko koi fark nahi padta ki kashmir ab Hindustan ka hota hai ya Pakistan ka, use fark padta hai na toh buss apne gharwalo se, use chahiye toh buss uske apne jo ab barf ke ho chuke hain.

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki ab na toh use khuda chahiye, na kashmir, na hi khwaab na kitaabe na bandooke, use chahiye toh buss apna bachpan jise wo pichli raat ki thand aur andhere tale apni mulayam kalaiyo se barf mein dafn kar chuka hai, use chahiye toh buss apni ammi jiske haath ka khana abhi usne bhar pet khaya bhi nahi hai, use chahiye tohq buss apne abbu jinke saath wo cricket ka match abhi bhi adhura hai, use chahiye toh buss apni behen jo abhi keval 8 maheeno ki thi. Use chahiye toh buss wo pyaar jo shayad ab use kabhi nahi mil payega. 

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine dekha hai aise hazaro baccho ko apne bachpan ko barf mein dafn karte, maine dekha hai khoon ko tapakne se pehle hi jamte hue, maine dekha hai deewaro par goliyo ke nishaan chhapte. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine jannat ko jahnum bante dekha hai, Kya yakeen karoge mujhpar, agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai; kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine tirange ke safed rang ko laal banta dekha hai.

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine dekha hai aise hazaro baccho ko apne bachpan ko barf mein dafn karte, maine dekha hai khoon ko tapakne se pehle hi jamte hue, maine dekha hai deewaro par goliyo ke nishaan chhapte. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine jannat ko jahnum bante dekha hai, Kya yakeen karoge mujhpar, agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai.

Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai; kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine tirange ke safed rang ko laal banta dekha hai. Jab hum yahan apni zindagi mein maujood aadhi adhoori khushiyo mein doobe rehte hain , kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine apne se aadhi umar ke ladke ko apne hi gharwalo ko barf mein dafn karte dekha hai. Maine dekha hai use cheekhte, chillate, ye puchte hue ki na toh uske ghar walo ke haath mein bandook thi, na hi unke hotho par batware ke bol, toh phir raat ko chalne wali goliyan unhi ke ghar mein kyu aa gayi. Ki ab us ladke ko koi fark nahi padta ki kashmir ab Hindustan ka hota hai ya Pakistan ka, use fark padta hai na toh buss apne gharwalo se, use chahiye toh buss uske apne jo ab barf ke ho chuke hain. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki ab na toh use khuda chahiye, na kashmir, na hi khwaab na kitaabe na bandooke, use chahiye toh buss apna bachpan jise wo pichli raat ki thand aur andhere tale apni mulayam kalaiyo se barf mein dafn kar chuka hai, use chahiye toh buss apni ammi jiske haath ka khana abhi usne bhar pet khaya bhi nahi hai, use chahiye tohq buss apne abbu jinke saath wo cricket ka match abhi bhi adhura hai, use chahiye toh buss apni behen jo abhi keval 8 maheeno ki thi. Use chahiye toh buss wo pyaar jo shayad ab use kabhi nahi mil payega. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine dekha hai aise hazaro baccho ko apne bachpan ko barf mein dafn karte, maine dekha hai khoon ko tapakne se pehle hi jamte hue, maine dekha hai deewaro par goliyo ke nishaan chhapte. Kya yakeen karoge mujhpar agar mai kahu ki maine jannat ko jahnum bante dekha hai, Kya yakeen karoge mujhpar, agar mai kahu ki maine laal barf dekhi hai. #RDV19