Khwabon mai aakr neend chura jata hai Dil mai baskar dhadkane chura leta hai Saanson mai baskar saasein chura leta hai Aankhon mai aakar aakhon ki nami ban jata hai tareef kru kya tere ishq-e-nazakat ki tera har aks meri ruh chura leta hai Jitni dafa bhi tujhe dekhu Utni dafa hi tere ishq mai doobti jau