Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Unki ahat me kuch jadu tha, K mjhe wo

#OpenPoetry Unki ahat me kuch jadu tha,
K mjhe wo apna sa lagne laga,
Unki aankhon me jo noor tha,
Un aankhon ne mjhe apna sa banane laga,
Kuch to kashish thi us pehli mulakat me,
K mere dil ko wo apna sa lagne laga,
Mohabbat to nahi thi par kuch to tha,
Jo wo mjhe apni our khichne laga,
Nam zarur diya tha unhe maine,
Us nam ko sunkr unka palatna mjhe khush krne laga,
pyar ka din tha par pyar nahi tha ,
wo ek din hamari kahani likhne laga,
wo raat ki guftugu ka asar itna gehra tha,
k dil ki dehleez par pyar dastakh dene laga,
ab jazbat to the par uljhan bhi thi,
k mohhabat hai ya nahi uska dar lagne laga,
dhere dhere jazbat mohhabat me tabdil hui,
r dono dil tezi se dhadhakne laga,
ab do dil ek jaan hote hue dekha tha,
par do dost r ek jaan hote hue dikhne laga,
kuch ajib se jazbat the us pal me,
k un jazbatk ko sambhalna mushkl hne laga,
ek din aaya k mohabbat ka izhar hua,
r zindagi ka badalana acha lgne laga,
aj mohabbat bhi hai pyar bhi hai,
r ek dusre ki zindagi hna acha lagne laga,
ye dastan itni khubsurat hai k mai bhul gyi k
 ye ek sapna hai,
uski ahat phr se sunai di,
r wo mjhe phr apna sa lagne laga..... #OpenPoetry   khushvinder dahiya

sabihakhan4434

Sabiha Khan

New Creator

#OpenPoetry khushvinder dahiya #poem

Home
Explore
Events
Notification
Profile