Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Kuch hum kamzor the, Kuch Humari qisma

#OpenPoetry Kuch hum kamzor the,
Kuch Humari qismat… 

Waqt ko Humne nahi, hume waqt ne zaya kiya
Ke yunhi Humari zindagi bekaar guzari 
Shikwa nahi karte hum kisi se ab
Ke apni hi khamiya her baar nikali
Kuch hum kamzor the,or Kuch Humari qismat makkar nikali.
Yunhi badnaam kiya zamane ne 
Ke Julush-e-izzat sare bazaar nikali 
Nhi krte ab haal-e-dil bayaan kisi se hum
Ke afsane Banane wali Duniya hi raaz dar nikali 
Kuch hum kamzor the,or kuch Humari qismat makkar nikali.
Rehte the hum bhi kabhi Zinda-dil
Ke ab berahami Duniya hi bejaan nikali
Baat te the kabhi hum bhi Khushiyan 
Ke ab Humari hi Khusiyaan  bezaar nikali
Kuch hum kamzor the, or Kuch Humari qismat makkar nikali. #OpenPoetry #nojoto #zindagi